Kar Lo Itne Buland Lyrics – Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Kar lo itne buland irade
Aasman ko chhu lo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Kar lo itne buland irade
Kar lo itne buland irade
Aasman ko chhu lo
Aasman ko chhu lo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Ran mein tha gabharaya
Apno ke hi bich khada woh
Dhanusy utha na paya
Kis ko mare kis ko chhode
Duwidha mein tha aaya
Duwidha mein tha aaya
Tab geeta ka ghyan krishn ne
Arjun ko samajhaya
Arjun ko samajhaya
Ant mein hoti vijay satya ki
Ant mein hoti vijay satya ki
Yaad isse tum rakh lo
Yaad isse tum rakh lo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Tere karmo se hi hogi
Ek din teri hi pehchan
Tere karmo se hi hogi
Ek din teri hi pehchan
Gandhi ko tum rana ban kar
Rakhna apni apni aan
Gandhi ko tum rana ban kar
Rakhna apni apni aan
Hindu muslim sikh isai
Sab se milna taj abhiman
Sab se milna taj abhiman
Satya ki raah pe chalte rehna
Ban ke rehna desh ki shaan
Ban ke rehna desh ki shaan
Yahi sikh hai bacho tumko
Yahi sikh hai bacho tumko
Iss ko kabhi na bhulo
Iss ko kabhi na bhulo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Dosti hain ek nemat
Paa kar isse na khona
Dosti hain ek nemat
Paa kar isse na khona
Dosti hain dil ki daulat
Dil mein isse rakh lena
Dosti hain dil ki daulat
Dil mein isse rakh lena
Waqt pade to dost ki khatir
Jaan bhi apni dena
Jaan bhi apni dena
Mar kar bhi tum dosti ka
Naam amr kar jana
Naam amr kar jana
Krishn sudama se bhi badh kar
Krishn sudama se bhi badh kar
Ek itihas bana lo
Ek itihas bana lo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo
Kar lo itne buland irade
Aasman ko chhu lo
Aasman ko chhu lo
Dharm sankat mein pad ke bhi
Tum apna path na bhulo.