Yeh Aur Baat Hain Lyrics – Anuradha Paudwal, Manhar Udhas
Yeh aur baat hain
Hum tumko yaad aa na sake
Yeh aur baat hain
Hum tumko yaad aa na sake
Sharab pee ke bhi lekin
Tumhein bhula na sake
Yeh aur baat hain
Harek jhaam mein ubhari
Hain yaad maaji ki
Harek jhaam mein ubhari
Hain yaad maaji ki
Yaad maaji ki
Ye kaisi yaad hain paani
Jise bujha na sake
Ye kaisi yaad hain paani
Jise bujha na sake
Yeh aur baat hain
Woh munh ke pochane itana
Daba diya humko
Woh munh ke pochane itana
Daba diya humko
Daba diya humko
Ke jab mili hume khushiya
To mushkura na sake
Ke jab mili hume khushiya
To mushkura na sake
Yeh aur baat hain aa aa aa aaa..
Ye fasilo ki hain basti
Isi liye yaaro
Ye fasilo ki hain basti
Isi liye yaaro, isi liye yaaro
Main paas na sake
Woh bhi paas aa na sake
Main paas na sake
Woh bhi paas aa na sake
Yeh aur baat hain
Aadami hoga
Woh saap se khatar naak
Aadami hoga, aadami hoga
Jo dil se dil to milaye
Nazar mil na sake
Jo dil se dil to milaye
Nazar mil na sake
Yeh aur baat hain
Sukun diya hain zamane ko
Mere nagmo ne
Sukun diya hain zamane ko
Mere nagmo ne
Mere nagmo ne
Ajeeb baat hain khud hi ko
Hum hasa na sake
Ajeeb baat hain khud hi ko
Hum hasa na sake
Yeh aur baat hain
Hum tumko yaad aa na sake
Yeh aur baat hain
Hum tumko yaad aa na sake
Sharab pee ke bhi lekin
Tumhein bhula na sake
Yeh aur baat hain.