Pandra Se Satrah Ke Beech Lyrics – Anuradha Paudwal
Ho ho phoolo ne kahan nazaron ne kahan
Saawan mein nachte puharo ne kahan o o
Baadalo ki uthati kataro ne kaha
Nadiya ki leharo se kinaro ne kahan
Sapno mein aake sach rab ne kahan
Sab ne kahan ye hain sabne kahan ho
Ho bada hi anokha hain bada hi kamaal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Bada hi anokha hain bada hi kamaal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Bada hi anokha hain bada hi
Meethe meethe sapane
Kuch hain begane aur kuch mere apne
Aankho mein bhare hain aaj
Meethe meethe sapane
Kuch hain begane aur kuch mere apne
Chudiyo se geet baje paayal se taal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Bada hi anokha hain bada hi
Aachal mein basant hain jholi mein bahar
Phool phool kali kali karein mujhe pyaar
Aachal mein basant hain jholi mein bahar
Phool phool kali kali karein mujhe pyaar
Jee chahein koi aake puchhe mera haal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Bada hi anokha hain bada hi
Ang ang mera ab tut tut jaaye
Seesha bhi dekhu to mujhe saram aaye
Ang ang mera ab tut tut jaaye
Seesha bhi dekhu to mujhe saram aaye
Badal hain rang mere badli hain chaal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Ho bada hi anokha hain bada hi kamaal haay
Pandra se satrah ke beech saal hoy
Pandra se satrah ke beech saal hoy ho ho.