Dhadke Dhadke Mera Dil Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu
Hum tumhe karte rahe
Koi hum sabak na rahe
Hum jalte hai tum par
Kisi ka hak na rahe
Dhadke dhadke haye dhadke dhadke
Dhadke dhadke mera dil dil deewana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe
Jo bhio chaahe karle zamana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Dhadke dhadke haye
Dhadke dhadke mera dil dil deewana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe
Jo bhio chaahe karle zamana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Ke wo shyam thi pyar ke naam ki
Padi ke ladki par meri nazar
Kiya usne chori mera dil jigar
Wo kajal bhari jadui do nighahe
Jinhone bhuladi mujhe apni raahe
Use dekh kar dil deewana hua
Main uski taraf phir ravana hua
Kaha maine jhuk kar yeh najani
Na dekha khabhi tere jaisa hasi
Izazat ho to tujhko dil mein rakhu
Main tujhse kuch itni mohabbat karu
Tu chahat ki aisi devi bane
Har aashiq teri aake pooja kare
Aam kardu haye
Aam kardu main dil ka fasana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe
Jo bhio chaahe karle zamana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Sunau tumhe baat ek shyam ki
Ke wo shyam thi pyar ke naam ki
Padi ek ladke par meri nazar
Kiya usne chori mera dil jigar
Use dekh kar main deewani huyi
Badi bawli yeh jawani huyi
Wo ek ladka bade nain wala
Nughaho se jisne mera dil nikala
Us dil ko usne kiya pyar itna
Ke saato samundar mein paani hai jitna
Kaha dil ne itni mohabbat karu main
Ke din raat uski ibadat karu main
Nighaho se utara wo yu dil mein mere
Main karne lagi pooja shyam aur sawere
Mujhko lagta hai
Mujhko lagta hai jag yeh begana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Dhadke dhadke haye
Dhadke dhadke mera dil dil deewana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Jo bhi chaahe ha
Jo bhio chaahe karle zamana
Kisi se mujhe pyar ho gaya haye
Kisi se mujhe pyar ho gaya
Hum tumhe karte rahe
Koi hum sabak na rahe
Hum jalte hai tum par
Kisi ka hak na rahe.