Gham Ka Andhera Lyrics – Amit Kumar, Falguni Pathak, Usha Mangeshkar
Gham ka andhera ho yaa
Sukha ka savera ho na
Dil na dukha na apna
Sapne to pure sabhi
Hone hain kabhi na kabhi
Muniya meri hasna
Muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
Gham ka andhera ho yaa
Sukha ka savera ho na
Dil na dukha na apna
Sapne to pure sabhi
Hone hain kabhi na kabhi
Muniya meri hasna
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
Chhup chhup apni raah pe
Gaadi chalti jaa rahi
Chalana hi hain zindagi
Sabko sunati jaa rahi
Gaadi chalti jaa rahi
Chalana hi hain zindagi
Sabko sunati jaa rahi
Lamba safar ho yaa
Gham ki dagar ho
Tu nahi darna
Sapne to pure sabhi
Hone hain kabhi na kabhi
Muniya meri hasna
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
Ujali ujali si subah
Raat se pehale na ho saki
Kitani bhi kaali raat ho
Din ka aana woh aana nahi rokati
Hey ujali ujali si subah
Raat se pehale na ho saki
Kitani bhi kaali raat ho
Din ka aana woh aana nahi rokati
Armaan jagate huya
Manjilo pe jaate huye
Mud ke nahi takana
Sapne to pure sabhi
Hone hain kabhi na kabhi
Muniya meri hasna
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
Aanti aap bhi gaao na
Meri khushi tujhko mile
Aur tera ghum main sahun
Kaise tu mere bin rahein
Kaise main tere bin rahoon
Meri khushi tujhko mile
Aur tera ghum main sahun
Kaise tu mere bin rahein
Kaise main tere bin rahoon
Sun meri mumiya duniya mein
Mera tere bina koi nahi hain
Sapne to pure sabhi
Hone hain kabhi na kabhi
Muniya meri hasna
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..
O muniya meri hasna
Muniya meri hasna..