Bhagwan Ka Yeh Mandir Lyrics – S. P. Balasubrahmanyam
He krishna karuna sindhu
Din bandhu jagat pati
Gopesh gopika kant
Radha kant namastute
Bolo bhagwan shree
Krushn ki jai
Param pita parmatma ki jai
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Soch samaj ke bolo bhaiya
Jana hai kidhar
Ghyan ka yeh mandir hai
Yeh ghyan ka mandir
Ghyan ka yeh mandir hai
Yeh ghyan ka mandir
Soch samaj ke bolo bhaiya
Jana hai kidhar
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Ghyan ka yeh mandir hai
Yeh ghyan ka mandir
Bechate hai bhagwan ko yeh
Bhakto ko lut ke khate hai
Swarg ka lobh dikhate hai
Ghar apna bharte jate hai
O nark se tumhe darate hai
Are khud yeh paap kamate hai
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Talim aaj kal ki kya hai
Bas clerck bana pati hai
Apna watan chhudati hai
Par dekh mein bhatkati hai
Bhakti basaye ghar ko
Aur talim chhudaye ghar
Ghyan ka yeh mandir hai
Yeh ghyan ka mandir
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Soch samaj ke bolo bhaiya
Jana hai kidhar
Ghyan ka yeh mandir hai
Yeh ghyan ka mandir
Bhagwan ka yeh mandir
Bhagwan ka mandir
Bina ghyan ke manav kaise
Chand pe jaa sakta tha
Kripa na hoti ishwar ki
Kya laut ke aa sakta tha
Bhakti hi deti hai manav ko
Har kaam ki shakti
Are bhakti se hi kaise mil
Sakti hai bhukh se mukti
Geeta ka updes diya
Aur ki ishwar ne bhalai
Ishwar ne bhi krishn ke roop mein
Guru se vidhya payi
Vidhya payi vidhya payi vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi
Guru se vidhya payi.