Bach Ke Kahan Jaoge Lyrics – Lata Mangeshkar
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Dil se dil jodenge
Tujhko na chhodenge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Ho kab tak yu tarsaoge
Dil mera tadpaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge
Chhodo kyu bahane karte ho
Kis liye humse darte ho
Kis liye humse darte ho
Humko pata hai tori chori
Tum thandi aahe bharte ho
Tum thandi aahe bharte ho
Chhodo sharmana yu ghabrana
Dekho jaane jana dhokha dene jaoge
To khud bhi dhokha khaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge
Dillagi dillagi mein nahi dillago
Kaise bhi fasana banta hai
Aisa bhi bahana banta hai
Aisa bhi bahana banta hai
Teer chalane wala to
Khud bhi nishana banta hai
Khud bhi nishana banta hai
Shola bhadkake dil dhadkake
Jate kahan ho raja
Tumne aag lagai hai
Tum bhi to jal jaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Dil se dil jodenge
Tujhko na chhodenge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge.