Bhare Hai Ankh Mein Lyrics

in

"Bhare Hai Ankh Mein" Song Details:

Movie: Sara Jahan Hamara (1961)
Singer(s):Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Anjum Jaipuri
Composer(s):Bipin Babul
Music Director(s):Bipin Babul
Genre(s):Sad
Director(s):Prakash Chhabra
Music Label:© Saregama
Starring:Premnath, Shyama, Hiralal, Azra, Ajay Kumar, Jankidas, Manju, Rajeshwari

Bhare Hai Ankh Mein Lyrics – Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu

lyricsbogie.com
Kaha jaye kidhar jaye
Nigaho mein andhera hai
Kinara hath aaya tha
Ke phir toofan ghera hai
Tamanna zindagi ki ab
To dil mein soti jati hai
Bhare hai aankh mein

Muqaddar ban ke bigda hai
Gila duniya se kya kije
Hamara dil dhadakta hai
Zara aawaz to dije
Tumhara naam le le kar
Mohabbat roti jati hai
Bhare hai aankh mein
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu.

Bhare Hai Ankh Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.