Bhagat Ke Rakhwale Lyrics – Suman Kalyanpur
Bhagat ke rakhwale bhagwan
Nibhate hai bakti ki aan
Paap jab karta hai abhiman
Bhul par aate daya nidan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Avadhpuri suryavansh ki
Ye anmol kahani
Kaushalya keikayi sumaitra
Thi dashrath ki rani
Raghukul ki sobha juthi thi
Mata ki mamta ruthi thi
Janam liya bhagwan ne
Bankar dashrath santan
Pathar bani ahilya tari
Bankar daya nidan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Avadhpuri mein aaye
Honharini ek raat mein
Kaise khel khilaye
Raghupati sihasan chhod chale
Vaibhav se mukhda modd chale
Raghukul ki reeti nibhaye
Chahe jaye pran
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Lakhan siya ke sath ayodhya
Chhod chale raghurayi
Panv pasar prabhu ki naiya
Ganga teer lagai
Prabhu jeevan nav dariya hai
Dukhiyo ke jivan kheiya hai
Heen heen ke vas ko prabhu ne
Diya nirala maan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jab jungle mein mangal jaga
Jab basnat maskaya
Maya ban panchvati mein
Prabhu uchalta aaya
Jise dekh nandai bahrmai
Sun re dekh le raghurai
Apni leela dekh rahe
Jinko kahe bhagwan
Jagat ke rakhwale bhagawan
Jagat ke rakhwale bhagawan.