Ghar Se Beghar Lyrics – Kishore Kumar
Ghar se beghar kar gayi
Karwate naseeb ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Ghar se beghar kar gayi
Karwate naseeb ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Ghar se beghar kar gayi
Karwate naseeb ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Rafta rafta aa gayi
Do dilo mein duriya
Rafta rafta aa gayi
Do dilo mein duriya
Kal mohabbat thi jahan
Aaj hai majburiya
Ho kal mohabbat thi jahan
Aaj hai majburiya
Aaj kamil ho gayi ho
Sajise rakib ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Tujhko eye dil mil gaya
Ab wafao ka sila
Tujhko eye dil mil gaya
Ab wafao ka sila
Kar diya katib ne aakhir
Aaj apna faisla
Kar diya katib ne aakhir
Aaj apna faisla
Dil ke tukde kar gayi
Thokare hakim ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Zindagani ka safar
Rok to sakte nahi
Zindagani ka safar
Ho sake mil jaaye rah mein
Aur koi humsafar
Ho sake mil jaaye rah mein
Aur koi humsafar
Jaane kyu lagti hai dil ko
Har khushi ajib si
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Aata hai is zindagi mein
Aisa bhi raato badal
Aata hai is zindagi mein
Aisa bhi raato badal
Jab ke soye soye arma
Phir se jate hai machal
Ho jab ke soye soye arma
Phir se jate hai machal
Purkashi lagti hai dil ko
Dhun purane geet ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Ghar se beghar kar gayi
Karwate naseeb ki
Door kitni ho gayi jo
Manzile karib thi
Manzile karib thi.