Unke Hass Dene Par Lyrics

in

"Unke Hass Dene Par" Song Details:

Movie: Mukti (1960)
Singer(s):Asha Bhosle
Lyricist(s):Arzoo Lakhnavi
Composer(s):Malay Chakraborty
Music Director(s):Malay Chakraborty
Genre(s):Sad
Director(s):N Buli
Music Label:© Saregama
Starring:Motilal, Nalini, Jaywant, Anant Kumar, Tun Tun

Unke Hass Dene Par Lyrics – Asha Bhosle

lyricsbogie.com
Unke has dene par khud
Bhi muskura ke ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Wah sata ki meri bate
Dard aage thi jarur
Wah sata ki meri bate
Dard aage thi jarur
Dard aage thi jarur
Haske bate karne wala
Muh firkakar ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Jisne pucha hal kya hai
Uski surat dekhkar
Jisne pucha hal kya hai
Uski surat dekhkar
Uski surat dekhkar
Pahle thandi sans li fir
Sar jhuka kar ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya

Jisne ye halat banai
Wo bhi aaj hai arzu
Jisne ye halat banai
Wo bhi aaj hai arzu
Wo bhi aaj hai arzu
Chehra aye bimar se
Chadar hata ke ro diya
Ek garib apna mukaddar
Aajzma kar ro diya
Ro diya.

Unke Hass Dene Par Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.