Kanto Mein Rehne Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kanto se kya darege
Kanto mein rehne wale
Kanto se kya darege
Hans hans ke aafato ka
Hum samana karege
Hans hans ke aafato ka
Hum samana karege
Kanto mein rehne
Har haal mein khush hu main
Kuch bhi nahi kehna hai
Jis haal mein rakhe tu
Us haal mein rehna hai
Minnat nahi karege
Humse na tu yeh kehna
O aasman wale gafalat
Mein tu na rehna
Tere hi faisale ko
Manjur hum karege
Tere hi faisale ko
Manjur hum karege
Kanto mein rehne
Thokre kha kha ke ik din
Khak mein mil jayege
Par tere zulmo sitam
Hum na zuban par layege
Marana to ik din hai
Darne se fayada kya
Shikwa gila kisi ko
Karne se fayada kya
Rakha hai soch humne
Hansate huye marege
Rakha hai soch humne
Hansate huye marege
Kanto mein rehne.