Pardesi Tum Kaun Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Kaha se aaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun
Mera phulo ka desh
Jaha chandi ka
Cham cham chamke gagan
Aur sone si ujli zami hai
Mera phulo ka desh
Jaha chandi ka
Cham cham chamke gagan
Aur sone si ujli zami hai
Tujhe dekha to ab
Mujhe aisa laga
Tujhe dekha to ab
Mujhe aisa laga
Waha teri hi ek bas kami
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun
Tera sapno ka desh
Jaha pariya
Bhi chham chham
Nache gagan
Rup rango ki jhanki
Rahi hai
Tera sapno ka desh
Jaha pariya
Bhi chham chham
Nache gagan
Rup rango ki jhanki
Rahi hai
Tera chanda ka mukhda
Yeh chamke jaha
Tera chanda ka mukhda
Yeh chamke jaha
Waha punam ke
Siva kuch nahi
Pardesi tum kaun
Kaha se aaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun.