Humko Dena He Dharti Maa Lyrics – Aarti Mukherji, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Mohammed Rafi
Is vishal dharti par chahe
Rahe kahi ham sathi
Bhul nahi sakte par
Apne desh ki pawan matti
Bas ye vardan tum
Tere aanchal ki chaya me
Le ham sada janam
Hamko dena he dharti
Bas ye vardan tum
Tere aanchal ki chaya me
Le ham sada janam
Hamko dena he dharti
Bas ye vardan tum
Tere aanchal ki chaya me
Le ham sada janam
Ae watanb tujhko
Ham na bhule kabhi
Ae watanb tujhko
Ham na bhule kabhi
Kaise bhule
Kaise bhule
Ha kaise bhule
Tu hai hamari jindagi
Kaise bhule
Tu hai hamari jindagi
Sans hai baki jab tak tan me yaha
Ham to karte rahenge
Teri bandagi, teri bandagi
Ham to karte rahenge
Teri bandagi
Hamko dena he dharti
Bas ye vardan tum
Tere aanchal ki chaya me
Le ham sada janam
Dharam na pucho jaat na pucho
Dharam na pucho jaat na pucho
Koi ham diwano ki
Ham to bas pooja karte hai
Dharti ke insano
Ek kisi ki nahi sabhi ki ye dharti hai
Dharti par hai jine ka hai
Adhikar sabko
Adhikar sabko
Koi nahi paraya sara jag apne hai
Sab inshan hai dedo
Pyar sabhi ko
Pyar sabhi ko
Hamko dena he dharti
Bas ye vardan tum
Tere aanchal ki chaya me
Le ham sada janam.