Kabhi Ruk Gaye Hai Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Mujhko dosh na dena bandhu
Mera koi dosh nahi
Kisko dekar aaya tha dil
Kise malum hosh nahi
Kabhi ruk gaye hai
Kabhi chal diye hai
Na jaane kise dhundte
Hai safar mein
Kabhi ruk gaye hai kabhi
Chal diye hai
Kise kho diya tha
Na jaane dagar mein
Kise kho diya tha
Na jaane dagar mein
Na jaane kise dhundte
Hai safar mein
Akele rahe zindagi bhar
Akele na dil sath aaya
Na dil sath aaya
Na gham sath aaye
Akele rahe zindagi bhar
Akele na dil sath aaya
Na gham sath aaye
Yahi rashte jinki manzil
Nahi thi
Yahi rashte jinki manzil
Nahi thi
Yahi sath the bas yahi
Sath aaye
Kabhi ruk gaye hai
Kabhi chal diye hai
Gham kisi ke
Kabhi apne gham kar
Diye hai paraye
Kabhi mang kar le liye
Gham kisi ke
Kabhi apne gham kar
Diye hai paraye
Yeh bedard yaadein
Yeh humdard aasu
Yeh bedard yaadein
Yeh humdard aasu
Badi dur tak chodne
Sath aaye
Kabhi ruk gaye hai
Kabhi chal diye
Kinara mila jo kinara
Nahi tha
Bahana tha koi
Sahara nahi tha
Yahi ek dil jisko
Samjhe the apna
Yahi ek dil jisko
Samjhe the apna
Na jaane tha kiska
Humara nahi tha.