Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics

in

"Bharosa Kar Liya Jis Par" Song Details:

Movie: Prabhat (1973)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Naqsh Lyallpuri
Composer(s):Madan Mohan
Music Director(s):Madan Mohan
Genre(s):Mujra
Director(s):Sikandar Khanna
Music Label:© Saregama
Starring:Zaheeda, Roopesh Kumar, Kamal Kapoor, Jaya Kaushalaya, Birbal, Shyama, Sunder

Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics – Lata Mangeshkar

Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

lyricsbogie.com
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi manzil dikhakar
Kabhi manzil dikhakar
Roshani ne humko luta hai
Roshani ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Zindagi ne humko luta hai
Zindagi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ha aa
Tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai
Har gali ne humko luta hai
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai.

Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.