Balam Pichkari Lyrics – Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh bole re zamana
Kharabi ho gayi
Mere ang raja
Jo tera rang laga
Toh seedhi saadi
Chhori sharabi ho gayi
Itna maza kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Itna maza kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki
Kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaise
Nawaabi ho gayi toh
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi
Chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke
Jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi
Chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke
Jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Haathon mein aayi hai
Maine maroda toh
Lagti malaai hai
Mehenga padega
Ye chaska malaai ka
Upvaas karne mein
Teri bhalaai hai
Ho bindiya teri
Mehtaabi ho gayi
Dil ke armaanon mein
Behisaabi ho gayi
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori
Sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke
Jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi
Chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke
Jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Kyun no vacancy ki
Hothon pe gaali hai
Jabki tere dil ka
Kamra toh khaali hai
Kamra toh khaali hai
Mujhko pata hai re
Kya chahata hai tu
Boli bhajan teri
Neeyat qawwali hai
Zulmi ye haazir
Jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki
Aaj chaabi ho gayi toh
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi
Chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke jo
Tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Balam pichkari jo
Tune mujhe maari
Toh seedhi saadi
Chhori sharaabi ho gayi
Haa jeans pahen ke
Jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan
Ki bhabhi ho gayi
Haan bole re zamana
Kharabi ho gayi
Haan bole re zamana
Kharabi ho gayi.