Dekho Jidhar Bhi Lyrics – Kumar Sanu
Dekho jidhar bhi lutte nagar hain
Jalti hain bastiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Dekho jidhar bhi lutte nagar hain
Jalti hai bastiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Galiyo mein kyun bahta hain khun
Insan ko hain kaisa junun
Galiyo mein kyun bahta hain khun
Insan ko hain kaisa junoon
Kyun mit gayi hain insaniyat ki
Sari nishaniya
Hai lut aur zulm ki kitni kahaniya
Dekho jidhar bhi lutte nagar hain
Jalti hain bastiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Bujhne lage dil ke diye
Har aankh hain aansoo liye
Bujhne lage dil ke diye
Chehro pe aaj karti hain raj
Gahri udasiya
Hai lut aur julm ki kitni kahani
Dekho jidhar bhi lutte nagar hain
Jalti hain bastiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Zaalim ko kyun sab maaf hain
Ye bhi koi insaf hain
Zaalim ko kyun saf maaf hain
Ye bhi koi insaf hain
Sahro ne le li hain
Junglo ki sari buraiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya
Dekho jidhar bhi lutte nagar hain
Jalti hain bastiya
Hai lut aur julm ki kitni kahaniya.