Chalo Haseen Geet Ek Banayein Lyrics – Ashok Kumar, Chirashree Bhattacharya
Wo geet phir banaa ke gungunayein
Chalo haseen geet ek banayein
Wo geet phir banaa ke gungunaayein
Khayaalon ko chalo jaraa sajaayein
Nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayein
Aa ha aa ha
Chalo haseen geet ek banayein
Wo geet phir banaa ke gungunayein
Khayaalon ko chalo jaraa sajaayen aur
Nashe mein kyun na jhum jhum jaayein
Aa ha aa ha
Aise ye mauke masti ke jhonke
Aatey hain roz kab yahaan
Armaan dil ke phoolon se khilke
Hotey hai roz kab jawaan
La la la la la
La la la la laa
Haan la la la la la
La la la la laa la
To mil ke aao rang hum jamaayein
Nasheeli dhun pe naache khoob gaayen
Khayalo ko chalo jaraa sajaayein aur
Nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayen
Aa ha aa ha
Ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru
Ru ru ru
Ru ru ru ru ru
Ru ru ru ru ru
La la la la la la
La laa la la la
Ye rangraliyaan sapno ki galiyaan
Mahki huyi hai aaj to
Dekho ye saara badlaa nazaaraa
Tumne jo chhedaa saaz to
La la la la la la
La la la la la la la la la
La la la la la laa
Jo ho raha hai dil mein kyaa bataayein
Khushi ye aaj ki kahaan chhupaayein
Khayalon ko chalo jaraa sajaayen
Nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayein
Aa ha aa ha
Chalo haseen geet ek banayein
Wo geet phir bana ke gungunaayen
Khayaalon ko chalo jara sajaayen
Nashe mein kyun na
Jhoom jhoom jaayen
Aa ha aa ha.