Agar Dil Dil Se Takraye Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Agar dil dil se takraye
To afsana bana dale
Kabhi khudse kabhi khudse
Kabhi dunia se
Begana bana dale
Ye jalim jisko chahe
Use deewana bana dale
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Ab unse kya kahe
Ab unse kya kahe
Wo kab hamara
Gham samjhate hai
Jo hum par ishq me gujri hai
Usko hum samjhte hai
Kisi ke dil ki baat
Bekahe hum jan lete hai
Wo humse kya chupenge
Hum najr pahchan lete hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Sahi hai hamne dil par
Sakhtiya jamane ki
Hame har chot par
Aadat rahi hai muskurane ki
Hasino ko maja aata
Hai kuch thukarane mein
Kabhi najre milane mein
Kabhi najre badlane mein
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Ye mana chah ka muskil
Se hum ikrar karte hai
Magar fir jan bhi jaye
Usi se pyar karte hai
Mohabbaat karne walo par hasi
Mohabbaat karne walo par hasi
Humko to aati hai
Yahi sunte hai isme
Dil se pahle jan jati hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai
Mohabbaat aisi hoti hai.