Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Lyrics

in

"Har Nazar Husn Ko Dekh Ye" Song Details:

Movie: Sultan-E-Hind (1978)
Singer(s):Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Lyricist(s):Naseem Ajmeri
Composer(s):Iqbal Qureshi
Music Director(s):Iqbal Qureshi
Genre(s):Qawwali
Music Label:© Saregama

Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Lyrics – Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur

lyricsbogie.com
Har nazar husn ko dekhe
Ye tamasha kya hai
Aaj hum tujhko batate hai
Ke parda kya hai
Parda parda parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai
Parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai

Yun husn ka jalwa aam na ho
Yun husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Jalwa jalwa jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki sohrat
Jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki fitrat
Jalwa to hai
Jalwa hai kya jo aam na ho
Jalwa hai kya jo aam na ho
Na ho na ho
Parda parda parda to hai

Jara parde se bahar aa
Ye duniya khubsurat hai
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ghut parde mein
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ye parda to kayamat hai
Chalan parde ka duniya mein
Azab hai or sharafat hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Parda parda parda to hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai

Sahar jab tak nahi hoti
Bas itni der parda hai
Parda hai
Ulat de raat jab ghunghat to
Phir jalwa hi jalwa hai
To phir jalwa hi jalwa hai
Najar ki pyas bujh jaye
Bas itni der jalwa hai
Haya aankho mein aa jaye
To fir parda hi parda hai
Haya aankho mein aa jaye
To phir parda hi parda hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai

Tasvire sanam parde mein nahi
Parde mein nahi
Sayar ka kalam parde mein nahi
Parde mein nahi
Ab kaid rahe parde mein kyun
Jab gairo haram parde mein nahi
Mahi dur ka nara beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Mann suran ki jo rushwai
Mann suran ki jo rushwai
Anzam bhi sabne dekha tha
Ha dekha tha ha dekha tha
Jab dur se jalwa dikhlaya
Musa ki najar pe parda tha
Musa ki najar pe parda tha
Khul jata agar parde ka bharam
Main sharme kise phir dekhte hum
Main sharme kise phir dekhte hum

Izhar mohabbat beparda
Izhar mohabbat beparda
Ikrar mohabbat parde mein
Ye chand sitare beparda
Ye chand sitare beparda
Jannat ke najre parde mein
Paygame adaa hai beparda
Paygame adaa hai beparda
Tas bikhi jawa hai parde mein
Iman ki daulat parde mein
Har raze hakikat parde mein
Tasire dua hai parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein.

Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.