Dil Dhadakne Ki Aawaz Lyrics – Bhupinder Singh, Shobha Joshi
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva koi bhi nahin
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva koi bhi nahin
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva
Besabab hamko phir
Tisre ka guman
Kaise or kyu hua
Koi bhi to nahin
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva
Teri zulfo ki khushboo mein
Bheegi huyi meri ye ungliya
Dhundti hain tujhe
Teri zulfo ki khushboo mein
Bheegi huyi meri ye ungliya
Dhundti hain tujhe
Chu rahe hai tujke
Aaj na jaye kahin aaj pairo tale
Aaj na jaye kahin aaj pairo tale
Apni parchaiya
Dhire dhire chalo
Jo bhi kahna hain
Aankho se aankhe kaho
Dhire dhire chalo
Munh se kuch na kaho
Dhire dhire chalo
Munh se kuch na kaho
Dhire dhire chalo
Jo bhi kahna hain
Aankho se aankhe kaho
Surkh phoolo ko boso se
Madhosh karti huyi
Surkh phoolo ko boso se
Madhosh karti huyi
Sham ki ye hawa tak rahi hain tujhe
Teri peshani ko chumne ke liye
Teri peshani ko chumne ke liye
Tak rahi hain tujhe os ki bund ye
Os ki bund ke bojh se
Teri palke jhuki meri sanse ruki
Koi bhi to nahin
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva
Koi bhi to nahin
Dil dhadkane ki aawaz ki
Khamoshi ke siva.