Yeh Raat Mona Lisa Lyrics – Advait Nemlekar, Usha Uthup
Yeh raat mona lisa
Jaise sangeen hai
Aadhi khushi hai
Adhi ghamgeen hai
Yeh raat mona lisa
Jaise sangeen hai
Aadhi khushi hai
Aadhi ghamgeen hai
Khidkiyon ke baahar girta
Kitna saara neer hai
Aan maano baadal
Bahot ameer hai
Samajhte ye khud
Ko parindey hain
Par yeh udd nahi sakte
Kabhi pankho se
Phadphadate hain
Par yeh udd nahi sakte
Toh hamesha ki hai
Bas society kyun inhe
Padhna nahi chahti
Hamesha apne
Sheeshe dhak leti hai
Yeh itne badsoorat hai kya
Kabhi pankho se
Phadphadate hai
Par yeh udd nahi sakte
Inke dard gulab
Ki haveliya hai
Dekhne mein surkh hain
Sunne mein kaanton
Ki saheliya hai
1 2 3 4
Kamzor si dilon
Pe muskaane hai
Udaas muskaane hai
Maayus muskaane hai
Kamzor si dilon
Pe muskaane hai
Maayus muskaane hai
Udaas muskaane hai
Thaki thaki si hai phir
Bhi yeh chal rahi hai
Samajhte ye khud
Ko parinde hai
Par yeh udd nahi sakte
Kabhi pankho se
Phadphadate hai
Par yeh udd nahi sakte
I told you no baby
No no no
Sehar bas thehar
Ke aane ko hai
Aur hosh masti ke
Scooter par sawaar hai
Sehar bas thehar
Ke aane ko hai
Aur hosh masti ke
Scooter par sawaar hai
That’s the way to go baby
Adaa se nashe mein
Jhoom rahein hai
Jaise ye koi mor hai kya
Batakh se nikalti azaane hai
Kaafiron ki namaaz hai
The cat is out of the bag.