Aaj Mujhe Jal Jaane Bhi Do Lyrics – Kishore Kumar
Aag se aag bujhane bhi do
Door door na raho, aa jao
Aa jao, aa jao, paas mere,
Paas mere, paas mere
Aaj mujhe jal jaane bhi do
Aag se aag bujhane bhi do
Door door na raho, aa jao
Aa jao, aa jao, paas mere,
Paas mere, paas mere
Aaj mujhe jal jaane bhi do
Jee chahe chhooke badan tera
Thodi si khushboo chura loon main,
Chura loon main haye haye
Jee chahe chhooke badan tera
Thodi si khushboo chura loon main,
Chura loon main
Deewana hoke meri jaan, ho ho ho
Bahon mein tujhko utha loon main,
Pal do pal ka ye toofan
Jaane le jaye kahan
Door door, ha, door door,
Na raho, aa jao, aa jao, aa jao
Paas mere, paas mere, paas mere
Aaj mujhe jal jaane bhi do
Ankhon ko ankhon se milne do
Palkein jhukane se kya hoga, kya hoga
Ankhon ko ankhon se milne do
Palkein jhukane se kya hoga, kya hoga
Ye bolo bhadke sholon ko, ho ho ho
Dil mein dabane se kya hoga
Apne dil ki baaton ko
Honthon pe bhi aane do
Door door, hmm, door door,
Na raho, aa jao, aa jao, aa jao
Paas mere, paas mere, paas mere
Aaj mujhe jal jaane bhi do
Mausam hai chadhti jawani ka
Aata hai toofan to aane do, aane do, aane do
Mausam hai chadhti jawani ka
Aata hai toofan to aane do, aane do, aane do
Roko na dono kinaron ko,
Lehron mein tum doob jaane do
Aise bhi sharmao na,
Aao na aa jao na
Door door, ha, door door,
Na raho, aa jao, aa jao, aa jao
Paas mere, paas mere, paas mere
He aaj mujhe jal jaane bhi do
Aag se aag bujhane bhi do
Door door, ha, door door,
Na raho, aa jao, aa jao, aa jao
Paas mere, paas mere, paas mere
He aaj mujhe jal jaane bhi do
Aane bhi do, aane bhi do.