Chaahe Kitni Kathin Dagar Ho Lyrics – Shankar Dasgupta, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chaahe kitni kathin dagar ho
Hum kadam badate jayebnge
Kadam badate hanste gate
Dhoom machate jayenge
Chaahe kitni kathin dagar ho
Hum kadam badate jayebnge
Kadam badate hanste gate
Dhoom machate jayenge
Chaahe kitni kathin dagar ho
Jis path par tum charan daroge
Jis path par tum charan daroge
Apni nain bichhaungi
Tumhari path ke kanto ko
Palko se uthati jaugni
Tumhari path ke kanto ko
Palko se uthati jaugni
Jab tak pran rahenge
Jab tak pran rahenge
Ek dujhe ka sath nibayenge
Kadam badate jayebnge
Kadam badate hanste gate
Dhoom machate jayenge
Chaahe kitni kathin dagar ho
Tumhi nainan ka ujhiyara ho
Sune lambe jivan path ka
Tumhi ek sahara ho
Sune lambe jeevan path ka
Tumhi ek sahara ho
Tum sang ho paon mere
Kabhi na thokar kahyenge
Kadam badate jayebnge
Kadam badate hanste gate
Dhoom machate jayenge
Chaahe kitni kathin dagar ho
Humse milkar is dukhiyare
Jag ko sawarg banana hai
Humse milkar is dukhiyare
Jag ko sawarg banana hai
Sab apne hai sabko
Manavta ka pyar sikhana hai
Sab apne hai sabko
Manawta ka pyar sikhana hai
Jo sabko ujhiyara de
Aisi jyot jagayenge
Jo sabko ujhiyara de
Aisi jyot jagayenge
Kadam badate jayebnge
Kadam badate hanste gate
Dhoom machate jayenge
Chaahe kitni kathin dagar ho.