Mat Bhul Kabhi Nadaan Lyrics

in

"Mat Bhul Kabhi Nadaan" Song Details:

Movie: Mangala (1950)
Singer(s):Shamshad Begum
Lyricist(s):Pandit Indra Chandra
Composer(s):Balkrishna Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy
Music Director(s):Balkrishna Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy
Genre(s):Dance, Masti
Director(s):Chandra
Music Label:© Saregama
Starring:Ranjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad, Suryaprabha, J Duraiswamy
Release on:12th February, 1950

Mat Bhul Kabhi Nadaan Lyrics – Shamshad Begum

lyricsbogie.com
Mat bhul kabhi nadan
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai
Ab kya ye nadani hai
Kyu aankh mein pani hai

Main baith kabhi ae dil
Kismat ke baroshe tu
Main baith kabhi ae dil
Kismat ke baroshe tu
Himmat se bade jana
Himmat se bade jana
Jo bigadi banai hai
Uth poch jara aanshu
Batla de tu duniya ko
Ujhadi hui raho mein
Manzil ki nishani hai
Ujhadi hui raho mein
Manzil ki nishani hai
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai

Khamosh nigaho mein
Hai shor kayamat ka
Khamosh nigaho mein
Hai shor kayamat ka
Simati hui baho mein
Bijali ki ravani hai
Dil todd ke baithi to
Sab log kahenge yu
Dil todd ke baithi to
Sab log kahenge yu
Khayi thi kasam jhuthi
Ye uski kahani hai
Khayi thi kasam jhuthi
Ye uski kahani hai
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai.

Mat Bhul Kabhi Nadaan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.