Kaliram Ka Khul Gaya Pol Lyrics – Kishore Kumar
Kawua hans ki chaal chala
Langada kar ghoda dhouda
Kawua hans ki chaal chala
Langada kar ghoda dhouda
Ek ghade ne kosih
Ki vo bhi ban jaye ghoda
Dekho taal ne tute
Hamari chaal na tute
Hamari chaal na tute
Dekho taal ne tute
Hamari chaal na tute
Arey kaliram ka khul gaya pol
Bich bazariya fat gaya dhol
Ho gaya us ka dhaba gol
Bol hari bol bol hari bol
Bol hari bol, bol hari bol
Jiska kam uski ko saje
Or kare dhenga baze
Kaliram ka khul gaya pol
Bich bazariya fat gaya dhol
Ho gaya us ka dhaba gol
Bol hari bol bol hari bol
Bol hari bol, bol hari bol
Humne dekha khel ye sara
Bina tickat ke mufat me
Humne dekha khel ye sara
Pi kar bhang kisi chuhe ne
Ha bhaiya
Pi kar bhang kisi chuhe ne
Sher ko ja lalkara
Ye to vahi baat hui ji
Ye to vahi baat hui ji
Chota muh or bade bol
Kaliram ka khul gaya pol
Bich bazariya fat gaya dhol
Ho gaya us ka dhaba gol
Bol hari bol bol hari bol
Bol hari bol, bol hari bol
Jai jai gaao sank bajao
Maa durga durgati nasini
Is mote ko samjhao
Durga mata se vinti hai
Is raksas ko chhode
Durga mata se vinti hai
Is raksas ko chhode
Ye mota mahisasur
Jaisa kis ki gardan tode
Hey devi maa le is ki jaan
Hey devi maa le is ki jaan
Hai ye bali anmol
Kaliram ka khul gaya pol
Bich bazariya fat gaya dhol
Ho gaya us ka dhaba gol
Bol hari bol bol hari bol
Bol hari bol, bol hari bol
Arey bazi hara ye bechara
Arey sharam ka mara
Jaye rey jaye koi
Isko ghar tak chhoad ke aaye
Jaye rey jaye koi
Isko ghar tak chhoad ke aaye
Chhulu bhar pani me kahi
Ye dhub ke na mar jaye
Jiski aji izzat gayi
Jiski aji izzat gayi
Uska raha kya mol
Kaliram ka khul gaya pol
Bich bazariya fat gaya dhol
Ho gaya us ka dhaba gol
Bol hari bol bol hari bol
Bol hari bol, bol hari bol.