Dohe Lyrics – Jagjit Singh
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Dukh ne dukh se baat kii
Bin chitthii bin taar
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Chootaa kar ke dekhiye
Jeevan kaa vistaar
Aankhon bhar aakaash hai,
Baahon bhar sansaar
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Chale the tan ke naath ko
Ghuumen bastii naath
Har chaadar ke ghere se
Baahar nikale paanv
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Sab kii puujaa ek sii,
Alag alag har riit
Masjiid jaaye maulavii
Koyal gaay geet
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Puujaa ghar mein muurtii,
Miiraa ke sang shyaam
Jisakii jitanii chaahatii,
Utane us ke naam
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Totaa kutare aam
Suuraj deke taar saa
Sab ko baant ke khaaye
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Saaton din bhagavaan ke
Kyaa mangal kyaa piir
Jis din soye der tak
Bhuukaa rahe fakiir
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Achchhii sangat baith kar
Sangii badal jaayen
Jaise mil kar aam se
Motii ho gaii dhuup
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Sapanaa jharanaa luut kar
Jaagii aadhii pyaas
Paanaa khonaa khojanaa
Saanson kaa itihaas
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar
Chaahe geetaa baanchiye
Yaa padiye quraan
Meraa teraa pyaar hii
Har pustak aa gyaan
Main royaa pardes mein
Bheega maan kaa pyaar.