Yahi To Din Hai Baharo Ke Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke
Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Ye hai jinda dilo ka saz
Diwano ki sargum hai
Na samjhao diwano ko
Diwano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke
Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Dilo me roz lagte
Hai naye mele irado ke
Irade to irade hai
Irado ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke
Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Ye sahjade kahi honge
Kahi sahjadiya hongi
Chalo chedo tarano ko
Tarano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke.