Ye Tabla Kahe Lyrics – Lata Mangeshkar
Ye tabla kahe
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Manjira hath utha ke kahta hai
Inko inko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Manjira hath utha ke kahta hai
Inko inko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Mandir tera sara bharat hai
Jita rahe roshan ho nam tera
Bade bade kam kare lal mera
Kam se jo bhage anzam se jo bhage
Daya ki bhikh mange unko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Manjira hath utha ke kahta hai
Inko inko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Tu mera hi nahi sabka apna hai
Tu aane wale kal ka sapna hai
Gum kaisa tu man ka mauji hai
Seema ka nanha sa fauji hai
Peeth jo dikhaye maidan chod jaye
Jo desh ko lazaye unko
Unko kya bolo
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Manjira hath utha ke kahta hai
Inko inko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Mere nanhe nanhe phul
Maa ko mat jana tu bhul
Tu hai
Tu hai gandhi ka hakdar
Tu hai nehru ka avtar
Desh ko aur sawar
Aur bhi rup nikhar
Desh ki jo khaye videshi geet gaye
Iman ko duboye unko
Unko kya bolo
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai
Sarangi kahe kinko kinko
Manjira hath utha ke kahta hai
Inko inko
Ye tabla kahe dhik hai dhik hai.