Ek Baat Hai Kehne Ki Lyrics

in

"Ek Baat Hai Kehne Ki" Song Details:

Movie: Samson (1964)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Romantic
Director(s):Nanabhai Bhatt
Music Label:© Saregama
Starring:Dara Singh, Ameeta, Mumtaz, Feroz Khan

Ek Baat Hai Kehne Ki Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Ho o o o o
Ho o o o o

Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

lyricsbogie.com
Deewaane pe aankhein
Uthhaana mere gul
Tumhi mere parwaane
Tumhi mere bulbul
Deewaane pe aankhen
Uthhaana mere gul
Tumhi mere parwaane
Tumhi mere bulbul
Par kehna ik gul ka
Bulbul na samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

Ghataa oodi oodi
Hawaa pyaari pyaari
Muhabbat mein deti hai
Maza beqaraari
Ghataa oodi oodi
Hawaa pyaari pyaari
Muhabbat mein deti hai
Maza beqaraari
Chaliye ji ye dil ka
Afsaana samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

Muhabbat ke rangon se
Bhar gaya mausam
Hamein milte dekha to
Thahar gaya mausam
Muhabbat ke rangon se
Bhar gaya mausam
Hamein milte dekha to
Thahar gaya mausam
Par hamko mausam bhi
Deewaana samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do.

Ek Baat Hai Kehne Ki Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.