Natija Humari Mohabbat Ka Lyrics – Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni
Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni , haa
Yuhi kyu na gujare ye din rat apne
Haqiqat bane kyu na ghadi bhar ke sapne
Kabhi kabhi aisa bhi to hota hota raha hai
Tumhari aada ya hamari aada hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Bhut mere dil ke karib aa gai ho
Nassa ban ke aankho pr meri cha gai ho
Hoo…
Pata kuch nahi hai ye kya zindgi
Hai magar aisa lagta hai ki zanat yei hai..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari wafa ya hamari wafa hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Lage jhomne jab kali ghateiye
Aise mein kyu na kadam dag magaye
Hoo..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari khata ya hamari khata hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche.