Khushi Bhi Aayi Lyrics – Lata Mangeshkar
Khushi bhi aayi to
Kuchh aisi adaa se aayi
Khushi bhi aayi to
Kuchh aisi adaa se aayi
Khushi ke sath jamane pe
Muskura bathe
Najara dekh liya wo
Ajib najro ne
Ke jindagi ke fasane pe
Muskura baithe
Khushi bhi aayi to
Najar se bat chali
Juban ko rok liya
Najar se bat chali
Naye andaj se ab unse
Mulakat huyi hai
Nigahe fer ke yu
Nigahe fer ke yu
Hamse dur bathe hai
Ke unke pas na aane pe
Muskura baithe
Khushi bhi aayi to
Kuchh aisi adaa se aayi
Khushi ke sath jamane pe
Muskura bathe
Khushi bhi aayi to
Teri hasi ke liye
Jalaye hamne diye
Teri hasi ke liye
Jalaye hamne diye
Bade arman bhare dil se ye
Dete hai duaye
Jaha misad rahe
Jaha misad rahe
Tu jaha jaha bhi rahe
Tere nasib suhane pe
Muskura baithe
Khushi bhi aayi to
Kuchh aisi adaa se aayi
Khushi ke sath jamane pe
Muskura bathe
Najara dekh liya wo
Ajib najro ne.