Reshmi Zulfe Nashili Aankhe Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Jolly Mukherjee
Are kya kudi hai nashe ki pudi hain
Isko peete jao aur jite jao
Are kya kudi hai nashe ki pudi hain
Isko peete jao aur jite jao
Gale mein dal do
Bahe rok do iski bahe
Ye bachke na jane paye
Ye bachke na jane paye
Jane paye jane paye
Jane paye jane paye
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Ek to hai bharpur jawani
Us pe solahva sal
Are tere jaisi kahi na dekhi
Husn se malamal
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Mujhe na chhuna badi najuk hoon
Laga hai mujhko solhva sal
Tujhe mai chhu lu to
Nikhar jayegi tu
Yaha khushbu jaise
Bikhar jayegi tu
Tujhe main chhu lu to
Nikhar jayegi tu
Yaha khushbu jaise
Bikhar jayegi tu
Ae mahaki mahaki meri jawani
Bahaki bahaki meri chal
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Mujhe na chhuna badi najuk hoon
Laga hai mujhko solhva sal
Mera deewana
Main aakhir kisko doon
Pyar ka nazrana
Yaha to har koi hain
Mera deewana
Main aakhir kisko doon
Pyar ka nazrana
Zalim aisi mithi mithi
Are zalim aisi mithi mithi
Bato mein tu na yuhi tal
Reshmi zulfe nashili aankhe
Hoth gulabi gore gal
Mujhe na chhuna badi najuk hu
Laga hai mujhko solhva sal.