Chha Raha Hai Andhakar Lyrics – Mahendra Kapoor
Chha raha andhkar
Chha raha andhkar
Chha raha andhkar
Chha raha andhkar
Bad raha dhra ka bhar
Dharm dagmaga
Raha adharm kha raha
Aaj aadami tera
Kidhar hai ja raha
Aaj aadami tera
Kidhar hai ja raha
Parabhu aaj aadami
Tera kidhar hai ja raha
Chha raha andhkar
Apne janam dene
Wale the ye dur hai
Abhiman ke nashe
Me dekho kitna chur hai
Ek chhote se dimag
Pe kitna akad raha
Khud ke banaye jal me
Khud ko jakd raha
Chhal kapt bhare
Vichar juth nit ghade hajar
Apne chirag se hi
Apna ghar jala raha
Aaj aadami tera
Kidhar hai ja raha
Parabhu kidhar hai ja raha
Chha raha andhkar
Karam se fira huaa
Kam karodh lobh moh
Mad se hai gira huaa
Insan kya bhagwan ke
Bhi nasamaj uljh raha
Ye apne samne kisi ko
Kuch nahi samaj raha
Kar rah hai atyachar
Mach raha hai aahakar
Aaj aadmi ko aadmi hai kha raha
Aaj aadami tera kidhar hai ja raha
Parabhu kidhar hai ja raha
Chha raha andhkar
Chhaye rahe ye jurm
Ke badal kab tlak
Gila rahega dharti
Ka aanchal ye kab tlak
Sahte rahenge bhagt
Ye apman kab tlak
Soya rahega savag
Me bhagwan kab tlak
Aaj vishv ki pukar
Gunjti hai bar bar
Aatma ka tar jhan jhana raha
Aaj aadami tera
Kidhar hai ja raha
Parabhu kidhar hai ja raha
Chha raha andhkar
Aasman kyo nahi tut ta
Dharti kyo nahi dol rahi
Sir sidhu me javar na aata
Sir sidhu me javar na aata
Shesh naag kyo mon hai
Aaj pralay se
Hume bachane siva
Vishnu ke kon hai
He vishnu bhagwan
He sharv shaktiman
He vishnu bhagwan
He sharv shaktiman
Trahi man trahi man
Trahi man trahi man.