Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda Lyrics – Manna Dey
Ye kya hai anda
Anda kaha se aaya murgi se
Murgi kaha se aayi ande se
Anda kaha se aaya murgi se
Murgi kaha se aayi ande se
Anda murgi anda murgi gadbad
Are ye to pagal hai
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan
Zara soch ke bataana
Jaise pahle gadaa kiska jhandaa
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Zara soch ke bataana
Har chehre pe naqli chehra
Naqli chehre pe jhoothi hansi
Are upar waale tere hi kaaran
Jaan meri mushkil mein phansi
Jaan meri mushkil mein phansi
Pahle murgi
Pahle murgi huyi thi ki anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Zara soch ke bataana
Ek akela aankh dikhaayi
Mahfil mein aake dikhaate ho kya
Aji jaan gaya hoon dil me tumhaare
Uthte hain kaise kaise vichaar
Uthte hain kaise kaise vichaar
Phod doonga
Phod doonga tumhaara bhanda
Zara soch ke bataana
Zara soch ke bataana
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Soch ke batana
Pandit poocha ved mein dekha
Samajh me kuch bhi aa na saka
Duniya ka ye chakkar kya hai
Koyi hamen batla na sakaa
Koyi hamen batla na sakaa
Pahle murgi
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan
Zara soch ke bataana
Pahle murgi huyi thi ke anda
Zara soch ke bataana
Haan haan haan haan
Soch ke bataana.