Hum Do Pardesi Lyrics – Kishore Kumar, Suman Kalyanpur
Do pardeshi anjane se
Lagte hai kyu pahchane se
O sathiya re
Mai bhi na janu tu bhi na jane
Koi bhi na jane
Do pardeshi anjane se
Lagte hai kyu pahchane se
Koi chehara dekhe to
Koi sapna yaad aaye
Koi sapna yaad aaye
Sadiyo se jo bichhada
Koi apna yaad aaye
Koi apna yaad aaye
Desh begana desh begana
Log paraye man
Ka mit kaha mil jaye
Sathiya re
Mai bhi na janu tu bhi na jane
Koi bhi na jane
Do pardeshi anjane se
Lagte hai kyu pahchane se
Chubte hai kyu badan me
Phulo ke naram saye
Phulo ke naram saye
Badal se pyas barse
Lahro se aanch aaye
Lahro se aanch aaye
Jivan me ye
Jivan me ye kya din aaye
Apni sanse aag lagaye
O sathiya re
Mai bhi na janu tu bhi na jane
Koi bhi na jane
Do pardeshi anjane se
Lagte hai kyu pahchane se
Jhilmil se ye ujale
Gumsum se ye andhere
Gumsum se ye andhere
Kahte hai dur rahna
Par rahna sath mere
Par rahna sath mere
Pas bhi aake
Pas bhi aake pas na aaye
Do dil kyu pyase rah jaye
O sathiya re
Mai bhi na janu tu bhi na jane
Koi bhi na jane
Do pardeshi anjane se
Do pardeshi anjane se
Lagte hai kyu pahchane se.