Shukriya Shukriya Mere Piya Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab
The sab ko jaga diya
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab
The sab ko jaga diya
Jaage sapne jaage armaan
Jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya kya zamana
Tod har bandhan
Jaage sapne jaage armaan
Jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya kya zamana
Tod har bandhan
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the
Sab ko jaga diya
Kya kahoon kya maine
Tumse milke paaya hai
Tum jo aaye zindagi
Mein rang aaya hai
Kya kahoon kya maine
Tumse milke paaya hai
Tum jo aaye zindagi
Mein rang aaya hai
Aao tumko le chaloon
Main dil ki raahon mein
Aaj humko manzilon ne
Khud bulaaya hai
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the
Sab ko jaga diya
Barkha badal choli aanchal
Phool aur khushboo
Hum bhi yunhi saath mein hai
Jaanle yeh tu
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab
The sab ko jaga diya
Mere dil ka haal kya
Hai kya kahoon tumse
Pyaar itna paake
Mere hosh hai goom se
Mere dil ka haal kya
Hai kya kahoon tumse
Pyaar itna paake
Mere hosh hai goom se
Zindagi bhar pyaar
Mera kam nahin hoga
Maanglo tum jaan
Bhi to gham nahin hoga
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab
The sab ko jaga diya
Dharti ambar dariya saagar
Geet aur sargam
Mauj saahil rastaa manzil
Saath hai yun hum
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the
Sab ko jaga diya
Shukriya shukriya
Shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the
Sab ko jaga diya.