Phir Tote Se Boli Maina Lyrics – Anuradha Paudwal, Sudesh Bhonsle, Udit Narayan, Vinod Rathod
Hmmmmm
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon
Kuchh tum kehna kya kehna
Kuchh main boloon
Kuchh tum kehna kya kehna
Kitni baatein dil ke andar
Ek kasre mein saat samundar
Kya kehna
Kya kehna bhai kya
Kehna bhai kya kehna
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon
Kuchh tum kehna kya kehna
Sundar ye pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne des ke jaisa
Sundar ye pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne des ke jaisa
Apna to sandes hai aisa
Desh ho jaisa bhes ho waisa
Is liye to
Is liye to topi chhodi lamba
Kadah tope hai pehna kya kehna
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon
Kuchh tum kehna kya kehna
Arre dil todne ki
Beshak hai aadat teri
Par ye dil toot jaane
Ki cheez nahin hai
Tujhko deewana apna
Na kar doon agar
Tu bhi kehna ye shaks
Koi cheez nahin hai
Va va va
Yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na bhramchari
Arre yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na bhramchari
Aise na ho tere kaaran
Ban jaoon main prem pujaari
Mat kar bas mein
Mat kar bas mein bebas bas
Jaaye na pakh nainon mein naina
Kya kehna bhai kya
Kehna bhai kya kehna
Arre deewane dekhe tumse
Bahut zamaane mein
Pehle peechha karte hain phir
Milte hain jailkhaane mein
Va va ay bhi kamaal
Achchha itna josh nahin hai
Achchha itna josh nahin hai
Lekin tumko hosh nahin hai
Chhedoge to kaategi naagin
Ka koi dosh nahin hai
Oye hoye
Koi doobe baadh lage
Dariya ko apne raste behna
Kya kehna bhai kya
Kehna bhai kya kehna
Aaaaaaaaaaa