Nand Ka Lala Nand Gopal Lyrics – Anuradha Paudwal
Chahe jitna tu sata
Phir bhi tujhe chahungi
Jaaan jaye ke rahe
Aur nahi manugi
Nand ka lala o nand ka lala
Nand ka lala o nand gopala
Nand ka lala o murli wala
Ho nand ka lala ho
Kaise natkhat se
Pada mera pala
Ho kaise natkhat se
Pada mera pala
Ho pala mujhe kaisi
Mushibat mein dala
Re dala nand ka lala
O nand ka lala
Nand ka lala o nand gopala
Nand ka lala o murli wala
Ho nand ka lala
Din rat karti hoon
Din rat karti hoon main teri puja
Mera nahi koi bhagwan duja
Tune mera hal phir bhi na puchha
Phir bhi na puchha ti karan
Tere karan ho tere karan
Sambhali maine mala
Mala mujhe kaisi
Mushibat mein dala re dala
Nand ka lala o nand ka lala
Nand ka lala o nand gopala
Nand ka lala o murli wala
Ho nand ka lala ho
O ho na ja tadpu sanjh
Sakare ab to na ja
Sun karishan knahiya
Mere bansi bajaiya
Mujhe par laga de
Meri tham le baiya
Mere samne aaja
Jiya thamne aaja
Aaja aaja aaja tu aaja aaja
Kaha hain gopala gopala
Mujhe kaisi mushibat mein dala
Re dala nand ka lala
O nand ka lala
Nand ka lala o nand gopala
Nand ka lala o murli wala
Ho nand ka lala
Kaise natkhat se
Pada mera pala
Ho kaise natkhat se
Pada mera pala
Ho pala mujhe kaisi
Mushibat mein dala.