Tumhari Adaon Pe Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marte
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marte
Nahi tumsa koi agar ham na kehte
To ye naze andaz bade hi rehta
Na itlao itna batpan par
Najar lag na jaye chalo yu na tan kar
Sararat se mud mud ke kya dekhte
Hame ya phir apni ada dekhte hai
Ham hoi jab na honge to phir kya karoge
Har ek baat par kis se akda karoge
Kise dekh kar sharm aaya karegi
Haya kis se muh ko chupaya karegi
Ye chutki se dil kiska masla karoge
Hame yaad kar kar ke machla karoge
Mohabbat ki baato pe itna na bigdo
Jara hath sine pe rakhkar ye kah do
Tumhari adaon pe ae husn walo
Agar ham na marte to phir kon marta
Agar ham na marte to phir kon marta
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai
Are ham na to tum kispe marta
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai
Are ham na to tum kispe marta
Karo ladkiyo se bate akadkar
Police le na jaye ji gardan pakadkar
Hame dekhkar hi chahakne lage ho
Hawa lag gayi hai bahakne lage ho
Ye fashion ye makeup ye tie ye coller
Tumhare to nakhre hai hamse bhi badkar
Jo hoga jawani pe phule huye ho
Tum apne budape ko bhule huye ho
]hame dekhte ho nigahe bachakar
Sharfat dikhate ho najre jhukakar
Tum kitne chalak ham jante hai
Tumhari nigaho ko pechante hai
Chalo tumse chhodo tumhi faisla karo
Ke mujhse bure tum magar ye bata do
Ye tum husnwalo se kya baat karta
Are ham na to tum kispe marta
Ye tum husnwalo se kya baat karta
Are ham na to tum kispe marta
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marta
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marta
Chalte huye teer bal khake niklo
Idhar dekhte ho udhar dekhte ho
Girate ho bijli jidar dekhte ho
Anokha design hai ye snadilo ka
Yahi shape hai hamare dilo ka
Hasi lajmi ho magar ho sitam ghar
Ke suraj se dil par ho aur dil ke pathar
Khari baat kah di bigde huye ho
Angute ko danto se pakde huye ho
Jara paas aao mulakar karle
Jara hanske dekho
Koi romia koi parhad dekha
Jise dekha majnu ka ustad dekha
Liye phirte ho ishq ki chot dil me
Najar me safai to hai khot dil me
Tumhe har kadam pe hota hai dhokha
Jo dekhega mar mitega
Jara dekh lo kuchh aur samjho
Chalo pichhe pichhe natija na samjho
Bina jaan pehchan na baat karna
Bahane banakar mulakat kar na
Bahut khubsurat samjhte ho khud ko
Jara aaina lekar surat to dekho
Mohabbat hasino se karne chale ho
Koi inko dekho ye marne chale hai
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai
Are ham na to tum kispe marta
Ye tum husnwalo se kya baat karta hai
Are ham na to tum kispe marta
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marte
Tumhari adaon pe ae husnwalo
Agar ham na marte to phir kon marte.