Raj Kapoor Ki Neli Ankhein Lyrics – Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
Devanand ki chal
Dharmendar
Ka mardanapan
Or dilip ke bal
Sanjay sa chail chabila
Shashi sa sharmila
Or manoj sa bhola bhala
Shami sa rangila
Sokh ho wo rajindar
Jaisa or sunil sa baka
Jisme itne gun ho sakhi ri
Jod usi se taka
Na bangla na motar mangu
Na kapda na gahna
Aisa shohar mil jaye to
Kismat ka kya kahna
Kamar helan ki
Aanhke padmini ki
Gal vimi ke ada asha ki
Shokhi sadhna ki bal shimi ke
Nutan ka kad
Sharmila ki angdai
Babita ki jawani ki
Or nanda ki si rahnai
Vahita ki tapasum
Or lina ki si masti
Ada me nad me nahkre
Me hema malini jaisi
Najar jiska dekh
Ke sar sar ho jaye
Agar biwi mile aisi
To beda par ho jaye
Na wo bangle ka malik ho
Na motar car rakhta ho
Na chokidar rakhta ho
Na khidmat gar rakhta ho
Magar rahkta ho wo johar
Jo rahkta ho na har koi
Watan ka dard or
Insaniyat se pyar rakhta ho
Na wo bangle ka malik ho
Subhash jaisa bahadur or
Bagat singh sa dilawar ho
Watan ki aan par hai
Sar jo haskar nichawar ho
Usi ko mai banaungi
Rakh ke jindagi apna
Dua mangu ke pura ho
Sakhi mera hasi sapna
Na wo banle ka malik ho
Pujari husn ka hu mai
Na diwana jawani ka
Ke ye chize hai aisi
Bulbula ho jaise pani ka
Na bangla chahiye mujhko
Na motar chahiye mujhko
Samjhata hu na mai daulat ko
Makdad jindgani ka
Daya ki murti ho
Dharam ki taswir ho
Aise ke jiske aage sar
Jhuk jaye har hindustani ka
Mujhe patni mile
Aise jo ye asaf rakhti ho
Mujhe patni mile
Aise jo ye asaf rakhti ho
Kaleja chand biwi ka
Kaleja chand biwi ka
Jigar jhansi ki rani ka
Pujari husn ka hu mai
Na diwana jawani ka.