Kismat Jo Pilaye Humko Lyrics – Asha Bhosle
Kismat jo pilaye humko
Wo zahar to pina hoga
Kismat jo pilaye humko
Arman to hai marne ka
Afsos ke jina hoga
Afsos ke jina hoga
Kismat jo pilaye humko
Wo zahar to pina hoga
Kismat jo pilaye humko
Har mod pe julam ke pehare
Har mein dariya ghare
Har mod pe julam ke pehare
Har mein dariya ghare
Ye uljhe waqt ki barishe
Ae kash kahi to dhahare
Takdire mager kahti hai
Aisa to kabhi na hoga
Aisa to kabhi na hoga
Kismat jo pilaye humko
Vo zahar to pina hoga
Kismat jo pilaye humko
Jine ka sahara hota
Koi to hamara hota
Jine ka sahara hota
Is dard bhari duniya mein
Do roj gujara hota
Takdire mager kahti hai
Aisa to kabhi na hoga
Aisa to kabhi na hoga
Kismat jo pilaye humko
Wo zahar to pina hoga
Kismat jo pilaye humko
Palko pe ruke ashko ko
Bahne ki izzat dede
Palko pe ruke ashko ko
Bahne ki izzat dede
Ae zindagi dene wale
Marne ki to fursat dede
Takdire mager kahti hai
Aisa to kabhi na hoga
Aisa to kabhi na hoga
Kismat jo pilaye humko
Wo zahar to pina hoga
Kismat jo pilaye humko.