Isi Sheher Ki Kisi Gali Me Lyrics – Asha Bhosle
Isi shahar ki
Kisi gali me
Isi shahar ki
Kisi gali me
Piya ka ghar hai
Mujhe yaki hai
Mujhe pata hai
Mujhe khabar hai
Ho mera deewana
Mera parwana
Mera mastana
Hai kahi na kahi
Magar ye nahi
Magar ye nahi
Ye nahi ye nahi
Ye nahi ye nahi
Bhate surkh bahe
Kahe aye hasina
Haye muskilo hai jina
Kahe aye hasina
Hua ek mahina
Nahi nind aayi
Haye teri duhai
Mai tera hu saudayi
Wo kaisa ho
Wo kaisa wo
Un jaisa ho
Khubsurat hasi
Magar ye nahi
Magar ye nahi
Ye nahi ye nahi
Ye nahi ye nahi
Aji chand jaise sitaro me
Wo ho ek lakho hazaro me
Samjh lo najar ka ishar aye
Nigaho me ubhra najara ye
Ye natak hai kaisa
Karo farz hai aisa
Kahi mai akeli ja rahi hu
Mai ghabra rahi hu
Achanak maine dekha
Koi chor daku koi lutera
Mere raste me khada hai
Khatar nak manjar bada hai
Bhaga kar yu ghoda
Mera hero dauda
Chale khub ghuse
Chale khub ghuse
Lutere ke muh se
Lage khun bahne
To socha ye maine
Kahi bhag bhag kya kahne
O mera dil jani mai deewani
Jiski rani hai
Yahi yahi yahi
Magar ye nahi
Magar ye nahi
Ye nahi ye nahi
Ye nahi ye nahi
Isi shaar ki kisi gali
Me piya ka ghar hai
Piya ka ghar hai
Mujhe yaki hai
Mujhe pata hai
Mujhe khabar hai
Ho mera deewana
Mera parwana
Mera mastana
Hai kahi na kahi
Magar ye nahi
Magar ye nahi
Ye nahi ye nahi
Ye nahi ye nahi.