Dupatta Odhe Nikle Bahara Lyrics – Mohammed Rafi
Dekho yara ye gulbadani
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yara ye gulbadani
Jab thami ungli mehandi wali
Chubh gaye dil me khara
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yara ye gulbadani
Najuk badan pe sab hai
Mere hi dage jigar ke gulbute
Rama mere hi dage
Jigar ke gulbute
Par jo kaha yahi pyar se to
Kahne lagi chal jhuthe
Wo rangi se ikrara the
Or hum samjhe inkara the
Dekho yara ye gulbadani
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yara ye gulbadani
Oho surma laga udhar to
Yaha pe dariya baha hai aasu ka
Rama dariya baha hai aasu ka
Jab pan khake jalim chali
To hamne yaha lahu thuka
Jite hai na ab to marte hai
Ham hai dil ke bimara
Dekho yara ye gulbadani
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yara ye gulbadani
Dekha to hai hame pyar se
Isi ki abhi jarurat hai
Oho isi ki abhi jarurat hai
Ulfat kare to kya baat hai
Ke thukra bhi de to kismat hai
Ye sartaze mohabbat
Ye jane dildara
Dekho yara ye gulbadani
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yaranye gulbadani
Jab thami ungli mehandi wali
Chubh gaye dil me khara
Dupatta odhe nikli bahara
Dekho yara ye gulbadani.