Main To Banke Naino Wali Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasana
Jaaye chulhe mein zamana
Dekho dil hai yaha beqaraar
Dil hai yaha beqaraar
Main to banke naino wali
Laakh adaayen laakh ishaare
Jo bhi dekhe jaan ko waare
Mera to aaj zamana
Nazar na haay lagaana
Mera to aaj zamana
Maarungi nain kataar
Maarungi nain kataar
Aeji chhodo ye fasana
Jaaye chulhe mein zamana
Dekho dil hai yaha beqaraar
Dil hai yaha beqaraar
Main to banke naino wali
Jaan bachaana
Ab nahin mumkin
Reh gaye ab to haay das din
Koi to shaql bataao
Hamaari jaan bachaao
Koi to shaql bataao
Dil hai yaha beqaraar
Dil hai yaha beqaraar
Main to banke naino wali
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasana
Baat kisi ki main nahin maanun
Sabke dil ka haal main jaanun
Koi ho laakh deewana
Chale na ek bahaana
Koi ho laakh deewana
Main to badi hushiyaar
Main to badi hushiyaar
Aeji chhodo ye fasana
Jaaye chulhe mein zamana
Dekho dil hai yaha beqaraar
Dil hai yaha beqaraar
Main to banke naino wali
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasana.