O Dilwalo Baitho Sambhal Lyrics – Asha Bhosle, Sudha Malhotra
Aaj najar ke teer chalenge
Chup chup ke is maidan mein
O dilwalo dilwalo o
Dilwalo baitho sambhal ke
Samshire ye rakh lo mayan mein
Aaj mere najaro ke
Teer ye chalenge
Chup chup ke is maidan mein
O chup chup ke is
Maidan mein o dilwalo
To aaj sambhalo
Tikhe tikhe mere ye vaar
Tikhe tikhe mere ye vaar
Ek najar se churi
Chalegi ek najar se katar
Ek najar se churi
Chalegi ek najar se katar
Lakh lakh nago ka jahar bara hai
Lakh lakh nago ka jahar bara hai
Meri halki se ek muskan mein
Aaj najar ke teer chalenge
Chup chup ke is maidan mein
O chup chup ke is
Maidan mein o dilwalo
Cham cham baje meri payal
Lakho ko banaye gayal
Cham cham baje meri payal
Lakho ko banaye gayal
Jadu bar ke layi har dil pe hu chayi
Badi dur se badi dur hu mai to aayi
Cham cham baje meri payal
Lakho ko banaye gayal
Jhalak dikha du gunghat se
To lakho bijaliya kadke
Jhalak dikha du gunghat se
To lakho bijaliya kadke
Aur rimjhim karti chal chalu
To chalo ke sine dhadke
Dhak dhak chailo ke sine dhadke
Mach mach re duhayi lu mai angdayi
Badi dur se hu mai to badi dur hu aayi
Cham cham baje meri payal
Lakho ko banaye gayal
Jadu bar ke layi har dil pe hu chayi
Badi dur se badi dur hu mai to aayi
Cham cham baje meri payal
Lakho ko banaye gayal
Char din ki chandani
Se raat si dekho bit jaye na
Ye jawani ja raji tumko samjha rahi
Dekho re ye fir aaye na
Chalke re ras ki bari
Aankho ki payaliya
Jhume re ulfat ki dhaliya
Chalke re ras ki bari
Aankho ki payaliya
Jhume re ulfat ki dhaliya
Gore gore galo
Pe chanda ke der si
Ghum rahi gol gol baliya
Ghum rahi gol gol baliya
Ye bahar jhumati
Phulo ko chumti
Roz roz aaye na
Char din ki zindagi
Chandi ki raat si
Dekho ye chali jaye na
Ye jawani ja rahi
Tujhko samjha rahi
Tujhko samjhaye na.