Har Ek Ghar Mein Diya Lyrics – Jagjit Singh
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehtjaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehtjaj bhi ho
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Toh kuchh muhal nahi
Hukumato ko badalna
Toh kuchh muhal nahi
Hukumate jo badalta
Hai woh samaj bhi ho
Hukumate jo badalta
Hai woh samaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehatjaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehatjaj bhi ho
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Rahegi kab talak vado
Me kaid khushhali
Rahegi kab talak vado
Me kaid khushhali
Har ek bar hi kal kyun
Kabhi toh aaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehtjaj bhi ho
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Naa karte shor sharaba
Toh aur kya karte
Naa karte shor sharaba
Toh aur kya karte
Tumhare shahar me
Kuchh aur kam kaj bhi ho
Tumhare shahar me
Kuchh aur kam kaj bhi ho
Har ek ghar me diya
Bhi jale anaj bhi ho
Agar naa ho kahi aisa
Toh ehtjaj bhi ho.