Bedard Zamana Tera Dushman Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Musibat kaa kiye jaa saamna
Kaanto pe chalta jaa
Agar mazil pe jana hai
To gir gir ke sambhalta jaa
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Maalik hai vahi sab se
Bada palane wala
Maalik hai vahi sab se
Bada palane wala
Chunti ko bhi detaa hai
Jo khaane ko nivaalaa
Bando pe hameshaa hi
Karam us ka rahaa hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Hazaaro caravan lute gaye
Manzil ki raaho me
Jo gam kaa saamna karta
Gayaa manzil pe vo pahunchaa
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Ye kaisi khudai hai
Bolo kaisaa khuda hai
Lutati hui duniya jo
Meri dekh rahaa hai
Mai kaise bhalaa maanun
Ke duniya me khuda hai
Agar hai to kahaan hai
Bachi kaise ye bolo
Vo kaun si taaqat thi
Zaraa dil ko tatolo
Hai jis ka karam ham pe
Usi se ye gilaa hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Kuchh kam nahi apane
Liye jine ke sahaare
Kuchh kam nahi apane
Liye jine ke sahaare
Imaan ki daulat hai
Abhi paas hamaare
Ye aisaa sahaaraa hai
Jo har shah se bada hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khhudaa hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Bedard zamana tera
Dushman hai to kya hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai
Duniya me nahi jis ka
Koi us ka khuda hai.