Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics

in

"Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare" Song Details:

Movie: Baap Bete (1959)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Madan Mohan
Music Director(s):Madan Mohan
Genre(s):Dance
Director(s):Raja Paranjpe
Music Label:© Saregama
Starring:Ashok Kumar, Lalita Pawar

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics – Lata Mangeshkar

lyricsbogie.com
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Hotho se jab jab wo murli lagaye
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Sakhi ro fir tu hi bata
Sakhi ro fir tu hi bata
Dil kaise na koi hare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Kitna bhi koi manwa ko roke
Kitna bhi koi manwa ko roke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Sakhi ri koi bas na chale
Sakhi ri koi bas na chale
Jab mohan ki bansi pukare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare.

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.